Happy Birthday, Rimjhim Sharma!
Happy 18th Birthday π₯³β€οΈ Ab tum 18 ki ho gayi ho finally πβ€οΈ Tumhe aane wali zindagi me bahut saare ache ache log mile aur tumhare sath hamesha sab kuch acha ho aur tumhari life khushiyon se bhari rahe π«Άπ»β¨ Ab 18 ki ho gayi ho to bina driving licence ke bike mat chalana πποΈ warna birthday wish karne ke bajaye challan bharne ki wish karni padegi ππ Waise ek baat hai tumhari umar ek saal aur kam ho gayi hai ab dheere dheere budhapa bhi aane wala hai ππ kuch nahi kar sakte ab isme
Baaki mazaak apni jagah hai dil se bas yahi chahta hu ki tumhari zindagi aage aur bhi achi jaye aur tum jo chahti ho wo sab tumhe mile β€οΈβ¨ Tumhara CA banne ka sapna bhi jaldi pura ho aur tum bahut successful bano ππΌβ€οΈ Aur haan jab CA ban jao to ham jaise chutiye logo ko bhul mat jana ππ warna hum tumhe tumhare purane kando ki yaad dila denge ππ
Aur haan mene tumhe sabse pehle wish isliye nahi kiya kyuki tumhe wish karne wale log bahut honge ππ Isliye socha sabse late wish karta hu taaki sabse alag lagu ππ Baaki late hi sahi lekin wish dil se ki hai β€οΈπ Ab party kab de rahi ho ye batao ππ₯³

Birthday Wishes
Add Your Wishes