Happy Birthday, Bahi Afnan!
Happiest Birthday Bahi Afnan, mere sabse pyare Bhaiiiii πβ€οΈππ«Άπ»
Happy birthdayyyy Bhaiii! Allah aapko lambi umar de taake aap mujhe zindagi bhar tang kar saken aur main aapko ππβ€οΈ Waise Bhai, aapko toh bohat khush hona chahiye ke mere jaisi behan mili hai, warna aapki life kitni boring hoti na? π Aur suno, aaj birthday hai aapka toh iska matlab yeh nahi ke aap bohat achay ho gaye hain, tang toh aap phir bhi utna hi karte hain ππβ€οΈ Lekin koi baat nahi, aakhir mere bare bhai hain, itna haq toh banta hai aapka.My big bro'hh ππ₯Ήβ€οΈ
Lekin Bhai, sach bataun toh aapki bohat yaad aati hai. π₯Ίπ 7 July 2023 se 11 November 2025 tak 858 din guzar gaye thay aapse mile baghair. Phir aap aaye, hum mile, aur laga ke bas ab toh bohat saara waqt saath guzarenge. Lekin 11 November se 21 December tak ke woh 40 din bhi pata nahi kaise guzar gaye. Itni laraiyan bhi nahi kar saken, itna tang bhi nahi kar saken, aur abhi toh bohat kuch baqi tha. πβ€οΈβπ©Ή Phir aap wapis chale gaye aur hum phir se aapko miss karne lag gaye. 21 December 2025 se aaj 14 October 2026 tak 297 din ho gaye hain. Bhai, aapko shayad pata bhi nahi ke aapke saath guzare hue woh chotay chotay lamhe kitne yaad aate hain. Kaash aap yahan hote, main aapko birthday wish karti, aapko tang karti aur phir aapse kehti ke Bhai, ab mere liye kuch le kar aao birthday aapka hai toh kya hua! ππβ€οΈ Bas ab jaldi wapis aa jao, aapke baghair ghar mein meri larai kis se hogi? π₯ΉπBahi shari bas tang karta rahta ma tu Kuch kahti bi nai yar bahi samjay
hi nahi kar saken, aur abhi toh bohat kuch baqi tha. πβ€οΈβπ©Ή Phir aap wapis chale gaye aur hum phir se aapko miss karne lag gaye. 21 December 2025 se aaj 14 October 2026 tak 297 din ho gaye hain. Bhai, aapko shayad pata bhi nahi ke aapke saath guzare hue woh chotay chotay lamhe kitne yaad aate hain. Kaash aap yahan hote, main aapko birthday wish karti, aapko tang karti aur phir aapse kehti ke Bhai, ab mere liye kuch le kar aao birthday aapka hai toh kya hua! ππβ€οΈ Bas ab jaldi wapis aa jao, aapke baghair ghar mein meri larai kis se hogi? π₯ΉπBahi shari bas tang karta rahta ma tu Kuch kahti bi nai yar bahi samjaye es ko fazul Tang Karna b achi adat nai Hoti esa main apki dafa b kahti thi jab main apko tang kar KY dada Abu KY pass yh papa pass bhag jati thi dant apko parh jati thi π€πabi yh idrr hai naa es liye yh batmeez lagta jab yh b bahir chala jae gaa phrr ap donu ki bhnn ko koi batmeez b nai boly ga naa hi ap log laraku Lago gy phrr akeli hun gi lagu ki bhny Hoti hn dill lag jata tu Kiya hua agrr bhnn nahi AP donu b tu bhny hi ho call py tang kr lun giπβ£οΈ
Allah Pak aapko hamesha khush rakhe, har buri nazar se bachaye, aapki har jaiz dua qabool kare, aapko bohat saari kamyabiyan de aur aapki zindagi ko sukoon aur khushiyon se bhar de. Ameen sum Ameen. π€²π»π€ Allah aapko hamesha hamare sar par salamat rakhe, aapki har mushkil asaan kare aur aapko kabhi kisi cheez ki kami na ho. Aur meri Allah se bas ek hi special dua hai ke Ya Allah, mere Mama Papa aur mere behan bhai ko hamesha mere saath salamat rakhna, humein kabhi ek doosre se alag mat karna. β€οΈβπ©Ήπ€²π»
Bhai, log kehte hain bary hony ke baad behan bhai badal jaate hain, lekin humne nahi badalna, theek hai? πβ€οΈ Aap hamesha mere favourite Bhai rahenge aur main hamesha aapki wohi pagal si choti behan rahungi jo aapko tang bhi karegi, aapse larai bhi karegi aur aapse sabse zyada pyaar bhi karegi. π«β€οΈ
Happy Birthday once again, Bhaiiiii! Allah kare aapka agla birthday hum sab saath manayein. Aap bas khush rahen, muskurate rahen aur jaldi ghar aa jayein. I love you so much, mere best friend, mere Bhai β€οΈπ₯Ήπ«Άπ» Allah humara saath hamesha salamat rakhe. Ameen. π€
Acha bahi ab itna Kuch likhaa itni mahnat ki hai yar bahi en ko bolo kurkura kihla Dan yar bahi plzzzπ©π

Birthday Wishes
Add Your Wishes